Singer | Kavita Krishnamurthy & Aditya Narayan |
Genre | Friendship |
Language | Hindi |
Album | Chal Chalein |
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
jo sawaal nikale hai toh jawaab laayenge
woh hisaab puchhenge
toh hisaab laayenge, darr kaahe ka
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
mauka hai ke bejaan hai,
ruhiyon ka apmaan hai
ankahi aao jara are baat toh karo
woh kahe ke bin baat hai,
khaamokhaah ki raat hai
hum kahe iss baat se
mulaakaat toh karo
humko bhi ehsaas hai,
hum bhi changana chaahate
lekin phir mit jaaye yuun
yeh bhi sang na chaahate
jaan hai toh gyaan hai kya jhut hai kaho
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
jo sawaal nikale hai toh jawaab laayenge
woh hisaab puchhenge
toh hisaab laayenge, darr kaahe ka
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
jis jamin se ummid hai,
jis jamin se darkaar hai
uss jamin ki aaj tum buniyaad toh bharo
iss jamin pe kal kabhi
kuchh imaarate aayengi
woh bhala tik paayengi are yaad toh karo
saanu bhi ehsaas hai,
aamhaala hi yuddh nako
astitwaan ke antam teroshaa chhaayina
gyaan jo aasaan hai toh gyaan hai kaho
chal chal chalake
aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal
nadi ko sabak padhaaye
jo sawaal nikale hai
toh jawaab laayenge
woh hisaab puchhenge
toh hisaab laayenge, darr kaahe ka
chal chal chalake aaj chaand ko niche laaye
kal kal karati jabal nadi ko sabak padhaaye
chal chale, chal chale, chal chal chale
chal chale, chal chale, chal chal chale
chal chale, chal chale, chal chal chale
chal chale, chal chale, chal chal chale.