Singer | Mohammed Aziz |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Charnon Ki Saugandh |
chand gagan se phul chaman se, reh nahi sakta dur
yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur
dip se jyoti sip se moti milne par majbur
yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur
jaise kacche kanch ke darpan, aise hai ye pyar ke bandhan

tod sake na chhod sake na bade bade magrur
yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur
jiwan sathi sath na chhod e, jiwan sathi sath na chhod e
ek duje ka hath na chhode, ek duje ka hath na chhod e
bhul hui to chot lagi to hoga dard jarur
yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur
log kare bhagwan ki pooja, log kare bhagwan ki pooja
pyar hai kya bhagwan hai duja
pyar hai kya bhagwan hai duja
pyar wo pooja ek me duja diye me jaise noor
yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur
chand gagan se phul chaman se, rah nahi sakta dur
yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur
deep se jyoti sip se moti milne par majbur