Singer | Benny Dayal |
Language | Bollywood |
Album | 83 |
isi umar mein to karta hai dil
khwahishein girne fisalne ki
arey yeh bhi koyi umar hai kya
sambhalne ki
yahi jawani bann jaani hai wajah
bewajah itra ke chalne ki
arey yeh bhi koyi umar hai kya
sambhalne ki
ho logon ke darr se
hum apne dil ki
masti kyun khone de
harkat se apni naaraaz duniya
hoti hai hone de
bigadne de hamein zara
sudhar ke kya karenge hum
bigadne de jo dil mein aayega
wahi karege hum
bigadne de hamein zara
sudhar ke kya karenge hum
bigadne de kisi ke baap se
nahi darenge hum
bigadne de bigadne de
bigadne de bigadne de
sidha saral hai yeh falsafa
mile jo khushiyan rakh le
gham ko kar dafa
bas yeh jo pal hain
hai kaam ka
iske alawa sab be-matlab
khaamakha
ho awaargi mein aiyashiyon mein
shaamein doobone de
harkat se naaraaz duniya
hoti hai hone de
bigadne de hamein zara
sudhar ke kya karenge hum
bigadne de jo dil mein aayega
wahi karege hum
bigadne de hamein zara
sudhar ke kya karenge hum
bigadne de kisi ke baap se
nahi darenge hum
bigadne de bigadne de
bigadne de bigadne de..