Singer | Amit Kumar |
Genre | Devotional |
Language | Hindi |
Album | Dushman |
bhoola nahin maa
harpal tujhko yaad kiya maine
tera darshan bahot
dino ke baad kiya maine
nacho re gao re
aaj khushi ka hain din
bhoola nahin maa
bhoola nahin maa
harpal tujhko yaad kiya maine
tera darshan bahot
dino ke baad kiya maine
nacho re gao re
aaj khushi ka hai din
bhoola nahin maa
dhol baja deepak jala
aarti teri utari main to raha
bachpan se hi
aye maa tera pujari
charno mein teri hi
bite mere pal chin
ho bhoola nahin maa
harpal tujhko yaad kiya maine
tera darshan bahot
dino ke baad kiya maine
nacho re gao re
aaj khushi ka hai din
ho bhoola nahin maa
rakha tune jisa hal mein
uss hal mein mushkuraya
rahu kahi chinta nahin
sar pe hai maa tera saya
sare jaha mein nahin
koi maa tere bin
ho bhoola nahin maa
harpal tujhko yaad kiya maine
tera darshan bahot
dino ke baad kiya maine
nacho re gao re aaj
khushi ka hai din
ho bhoola nahin maa
ho sakta hai kuch bhi yaha
jane na koi kya hoga
phir bhi o maa tu hain jaha
jo bhi hoga achha hoga
teri kripa ho to kya
kaam hain phir kathin
ho bhoola nahin maa
harpal tujhko yaad kiya maine
tera darshan bahot
dino ke baad kiya maine
nacho re gao re
aaj khushi ka hain din
ho bhoola nahin maa
bhoola nahin maa
harpal tujhko yaad kiya maine
tera darshan bahot
dino ke baad kiya maine
nacho re gao re
aaj khushi ka hai din
ho bhoola nahin maa.