Singer | Lata Mangeshkar & Udit Narayan |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Dil To Pagal Hai |
bholi si surat, aankhon mein masti aye hai,
are bholi si surat aankhon mein masti,
door khadi sharmaaye, aye hai
ek jhalak dikhlaye kabhi,
kabhi aanchal mein chhup jaaye aye hai,
meri nazar se tum dekho to
yaar nazar woh aaye
bholi si surat aankhon mein masti,
door khadi sharmaaye, aye hai aye hai
ek jhalak dikhlaye kabhi,
kabhi aanchal mein chhup jaaye aye hai,
meri nazar se tum dekho to
yaar nazar woh aaye
bholi si surat aankhon mein masti,
door khadi sharmaaye, aye hai aye hai
ladki nahin hai, woh jaadu hai,
aur kaha kya jaye
raat ko mere khawaab mein aayi,
woh zulfe bikhrayee
aankh khuli to dil chaha
phir neend mujhe aa jaye
bin dekhe yeh haal hua,
dekhu to kya ho jaaye
bholi si surat aankhon mein masti,
door khadi sharmaaye, aye hai
ek jhalak dikhlaye kabhi
kabhi aanchal mein chhup jaye aye hai
meri nazar se tum dekho to
yaar nazar woh aaye
bholi si surat aankhon mein masti aye hai
saawan ka pehla baadal,
uska kaajal ban jaaye
mauj uthe saagar mein
jaise aise kadam uthaye
rab ne jaane kis mitti se
uske ang banaye
chum se kaash kahin se mere
saamne wo aajaaye
bholi si surat aankhon mein masti,
door khadi sharmaaye, aye hai
ek jhalak dikhlaye kabhi,
kabhi aanchal mein chupjaye aye hai
meri nazar se tum dekho
to yaar nazar woh aaye
bholi si surat aankhon mein masti,
door khadi sharmaye aye hai aye hai.