Singer | Mahendra Kapoor |
Genre | Patriotic |
Language | Hindi |
Album | Bhed Bhav |
bhed bhaav ka jhagda
chhodo chhodo rit purani
na hum hindu na hum musalmaan
hum hai hindusatani
kaheta koi khuda
koi bhagwan alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwan alag hai
insan se jahan mein
insan se jahan mein
kyo insan alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwan alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwan alag hai
hindu mein jo khun
musalman mein vahi hai
hindu mein jo khun
musalman mein vahi hai
hai jism jaan ek
magar pyar nahi hai
barbad karegi tumhe
tahejib tumhari
hindu ye soch lega
musalman alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwaan alag hai
kaheta koi khuda
bhai ne aapne bhai
ka jo khun bahaya
bhai ne aapne bhai
ka jo khun bahaya
mandir ko kahi toda
kahi majjid ko giraya
is dor ka ye aadmi
shaitan ban gaya
kya jana dono bhai
ne imaan alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwaan alag hai
kaheta koi khuda
kaheta koi khuda
koi bhagwaan alag hai
kaheta koi khuda
kyo bhed bhaav rakhte
ho apas mein bhaiyo
kyo bhed bhaav rakhte
ho apas mein bhaiyo
sab ek ho sine se
lago aaj bhaiyo
dil mein na rakho aapne
buraiyo ka andhera
tum ek ho na hindu na
musalman alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwaan alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwaan alag hai
kaheta koi khuda
mil jul ke karo kaam
banaoge desh ko
tum ladale ho eske
badaoge desh ko
ye uch nich bhed bhaav
sabko mita do insaniyat
hai koun sab insan ek hai
kyo bhed bhaav rakhte
ho apas mein bhaiyo
kyo bhed bhaav rakhte
ho apas mein bhaiyo
sab ek hai sine se
lago aaj bhaiyo
dil mein na rakho aapne
buraiyo ka andhera
tum ek ho na hindu na
musalman alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwaan alag hai
kaheta koi khuda
koi bhagwaan alag hai
kaheta koi khuda