Singer | Anwar |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Ghar Ka Sukh |
bhala kar bhala hoga
bura kar bura hoga
neki aur badi ka bande
yahi faisla hoga
bhala kar bhala hoga
bura kar bura hoga
neki aur badi ka bande
yahi faisla hoga
bhala kar bhala hoga
sahara diya hain jag mein
jisne besaharo ko
sahara diya hain jag mein
jisne besaharo ko
sada apna pyar diya
jisne gham ke maro ko
uske liye jannat ka
rasta khula hoga
bhala kar bhala hoga
bura kar bura hoga
neki aur badi ka bande
yahi faisla hoga
bhala kar bhala hoga
kisi ko utha nahin
sakta gira bhi na pyare tu
kisi ko utha nahin
sakta gira bhi na pyare tu
kam na bigadna
agar kam na saware tu
tere samne aayega
tune jo kiya hoga
bhala kar bhala hoga
bura kar bura hoga
neki aur badi ka bande
yahi faisla hoga
bhala kar bhala hoga
burayi ke badle
jo bhi karta bhalayi hain
burayi ke badle
jo bhi karta bhalayi hain
usne hi zindagi mein
sada jit payi hain
nekiyo ki rah jo bhi
aadmi chala hoga
bhala kar bhala hoga
bura kar bura hoga
neki aur badi ka bande
yahi faisla hoga
bhala kar bhala hoga
bura kar bura hoga
neki aur badi ka bande
yahi faisla hoga
bhala kar bhala hoga.