Singer | Mohammed Aziz, Suresh Wadkar & Jayshree Shivram |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Ghar Ki Izzat |
bhaiya mere ram jaise bhabhi hai seeta
inke vachan jaise ramayan aur geeta
inke vachan jaise ramayan aur geeta
mann mandir mein ho
mann mandir mein inko bitha kar
kyu na kare inki pooja
bhaiya mere ram bhabhi seeta
bhaiya mere ram bhabhi seeta
bhaiya mere ram jaise bhabhi hai seeta
inke vachan jaise ramayan aur geeta
inke vachan jaise ramayan aur geeta
tha janam to diya humko maa bap ne
tha janam to diya humko maa bap ne
bhaiya bhabhi ne pala hume
koi kanta kabhi bhi na chubhne diya
phulo jaise sambhala hume
pyar hoga na kam kaise bhulenge hum
bhaiya bhabhi ke upkar ko
bhaiya bhabhi ke upkar ko
bhaiya mere ram bhabhi seeta
bhaiya mere ram bhabhi seeta
humko muh manga vardan inse mila
humko muh manga vardan inse mila
milli jiwan ki sari khushi
kyu na bhagwan mane inhe hum yaha
dee inhone hume zindagi
ganga jamuna yaha inke charno mein hai
kyu na pooje hum iss pyar ko
kyu na pooje hum iss pyar ko
bhaiya mere ram bhabhi seeta
bhaiya mere ram bhabhi seeta
jo tha karna inhe wo inhone kiya
jo tha karna inhe wo inhone kiya
farz apna nibhayenge hum
inki aankhon ne dekhe jo sapne yaha
sach unhe kar dikhayenge hum
pyar se ghar koi swarg kaise bane
hum bata denge sansar ko
hum bata denge sansar ko
bhaiya mere ram jaise bhabhi hai seeta
inke vachan jaise ramayan aur geeta
inke vachan jaise ramayan aur geeta
mann mandir mein inko bitha kar
kyu na kare inki pooja
bhaiya mere ram bhabhi seeta
bhaiya mere ram bhabhi seeta
bhaiya mere ram bhabhi seeta
bhaiya mere ram bhabhi seeta.