Language | Hindi |
hmm lagi bujhe nahi kaisi ye aag hai
sujhe kuch nahi kaisi ye aas hai
hai kya dhundhta phire yaha
yaha hai beqaraar dil zara mahakna
na gum na guman zara mehakna
hai ranginiyo mein dooba jaha
tu iss lamhe mein sama
aye bekarar dil
hai raat ye jagi si
hairat ne thagi si
jo bhhi hui hai parchhaiyan
hai baat ankahi si
aur kuch hai kahi si
bhoola do zara pareshaniya
khawbo ko jee le hum iss pal mein
baaho mein aaj ko bharle
aapni hado se badh ke
tu khud hi ko aazma le yaha
aye beqaraar dil zara mahakna
na gum na guman zara mehakna
hai ranginiyo mein duba jaha
tu iss lamhe mein sama
aaye bekarar dil, aye bekarar dil
hai bekarar dil, aye bekarar dil
raate ye chali chali
raate ye thami thami
khush dil kashis sa ye sama
raunak hansi liye
sar pe zameen liye
puchhu sitaaro se aapna pata
khawahisho ko kharachle
aawaj jeb mein bharle
ye jo hai fansle
hai na kyu manzilo se khafa
aye beqaraar dil zara mahakna
na gum na guman zara mehakna
hai ranginiyo mein duba jaha
tu iss lamhe mein sama
aaye bekarar dil, aye bekarar dil
hai bekarar dil, aye bekarar dil