Singer | Vishal Bhardwaj |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | 7 Khoon Maaf |
bekaraan yeh bekaraan
aankhien bandh keejay na
doobne lagey hai hum
saans lene deejay na
bekaraan yeh bekaraan
bekaraan yeh bekaraan
aankhien bandh keejay na
doobne lagey hai hum
saans lene deejay na
ik zara chehra, udhar keejay inayaat hogi
ik zara chehra, udhar keejay inayaat hogi
aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai aap ko dekh ke
badi der se meri saans ruki hai
bekara yeh bekara
aankhein bandh keejay na
doobne lagey he hum
saans lene deejay na
bekara yeh bekara
aankhein bandh keejay na
doobne lagey he hum
saans lene deejay na
ik zara dekha ya toh
aapke bahon talay
kuch toh bhataka hai kahi
waqt se kahi ye chale
udthi udthi si thi nazar
mujhko choo jaye agar
ek tasleem ko
har bar meri aankh jukhi hai
aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
aankh kuch lal si hai
raat jage toh nahi
raat jab bijli gayi
darke bhage toh nahin
kya laga honth talay
jaise koi chot chale
jaane kya soch ke
iss baar meri aankh jukhi hain
aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
bekara yeh bekara
aankhein bandh keejay na
doobne lagey he hum
saans lene deejay na
aankhein teri bekaraar
aankhein bandh keejay na
aankh wahe aasma….
bekara se bekara
aankhein bandh keejay na
doobaney lage hai hum
saans lene deejay na.