Singer | Afsana Khan, Saajz |
Writer | Preet Sukh |
Language | Hindi |
Haan haan haan
Tujhe nazdeek se dekha to
Lagga maula saath mein betha hai
Haan main khudko bhool gaya
Tera ehsas hi aisa hai
Shaayad main kar na paun
Chalo koshish karta hoon
Tumhaari tareef mein
Thodi shayri ho jaye
Khuda kare ke mohobbat Itni gehri ho jaye
Jab hum donon baat kare
To duniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum donon baat kare
To duniya behri ho jaye
To duniya behri ho jaye
Haan haan haan
Hum saath me bethe to
Ye baat khatm na ho
Tumho meri baahon me
Haan chot lagge tuje
Dard ho muje
Ishk mein hum donon
Itna kho jayein
Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum donon baat kare
To duniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum donon baat kare
To duniya behri ho jaye
Teri in zulfon mein
Qaid main hona chahu
Gale lagke main tere
Sath mein sona chahu
Sath mein sona chahu
Tu mere sapno mein aana
Haan raat ko chupke se
Hamein nazar lagane wali
Jab ye duniya so jaye
Hamein nazar lagane wali
Jab ye duniya so jaye
Tu mile na mile
Alla pe chhoda hai
Tere se pehle dil mera
Kitnon ne toda hai
Kitnon ne toda hai
Preet Sukh ye toone
Kaisa jadu kar diya
Dil tumhe chahne ke alava
Kuch aur na kar paaye
Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum donon baat kare
To duniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum donon baat kare
To duniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum donon baat kare
To duniya behri ho jaye
Haye behri ho jaye