Top Song Lyrics Find Here

balma main muqadama

balma main muqadama lyrics

Poster balma main muqadama

balma main muqadama

lyrics/Album : Khoon Ka Karz
Details
Singer Alka Yagnik & Mohammed Aziz
Genre Love
Language Hindi
Album Khoon Ka Karz
Poster balma main muqadama
play
Lyrics

balma main muqadama kar dungi

kar dungi khada adaalat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

balma main muqadama kar dungi

kar dungi khada adaalat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

balma main muqadama kar dungi

kar dungi khada adaalat mein


ho dil mera oye hoye hoye

dil mera tune loota hain

ilzam magar ye joota hain

ho dil mera tune loota hain

ilzam magar ye joota hain

kya tang mujhe bekar na kar

tu mujrim hain oye hoye hoye

tu mujrim hain inkaar na kar

police abhi aa jayegi

le legi tujhe hirasat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

balma main muqadama kar dungi

kar dungi khada adaalat mein


ho ye chudi o tune todi hain

oye hoye hoye yeh

chudi tune todi hain

tune to had kar chhodi hain

badnaam mujhe kar chhoda hain

ho ye gajra ha tune toda hain

haye haye ye gajra

ha tune toda hain

main samne jaj ke jaungi

issi surat mein issi halat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

balma main muqadama kar dungi

kar dungi khada adaalat mein


kab kisne kise fasaya tha

tu raat mere ghar aaya tha

kya maine bulaya tha aaja

kyu chhoda khula phir darwaja

sab kuch hua teri marji se

sab kuch hua teri marji se

o keh dunga bhari adaalat mein

main mara gaya sharafat mein

main mara gaya sharafat mein

balma main muqadama kar dungi

kar dungi khada adaalat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

main mara gaya sharafat mein

main mara gaya sharafat mein

main loot gayi teri mohabbat mein

main mara gaya sharafat mein.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics