Singer | Danish Alfaaz |
Language | Hindi |
badi asaani se usne
ye keh diya hai
ke dil kisi dooje ko
usne de diya hai
badi asaani se usne
ye keh diya hai
ke dil kisi dooje ko
usne de diya hai
takleefein ruswaiyan
mere hisse mein kyun aainyaan
seh lete jo kam hoti
badi lambiyan di kyun judaiyaan
takleefein ruswaiyan
mere hisse mein kyun aainyaan
seh lete jo kam hoti
badi lambiyan di kyun judaiyaan
ke tu bhi samjha hota mujhko
main sacch keya si
barsaat bhi teri hi thi
alfaaz bhi tera hi
badi asaani se usne
ye keh diya hai
ke dil kisi dooje ko
usne de diya hai
o iss baat ka yakeen allah ve
main khudpe karta hun
tujhe mere alawa koi aur
inna pyaar ni kar sakda
ho duniya de aage girkar bhi
tere layi ek pair pe khada reya
tujhe ye bhi pata hai koi aur
inni izzat ni de sakda
beshak mujhe rula diya tune
zinda dafna diya tune
jeena sikhaya pehle to
par dil to maar diya tune
ke tu hi dass de bin dil ke
koi kaise jeeta hai
mujhse poocho ke ro ro kar
raatein meri bhi nikli
badi asaani se usne
ye keh diya hai
ke dil kisi dooje ko
usne de diya hai
ke dil kisi dooje ko
usne de diya hai
mar jaiyaan mar jaiyaan
mar jaiyaan mar jaiyaan
mar jaiyaan mar jaiyaan
tere binn
mar jaiyaan mar jaiyaan
mar jaiyaan mar jaiyaan
mar jaiyaan mar jaiyaan
tere binn
tere bin