Singer | Suresh Wadkar |
Genre | Devotional |
Language | Hindi |
Album | Dozakh |
baba sai baba
mushkil aan padi, to maine ye jana
baba sai baba
mushkil aan padi, to maine ye jana
nahi tere siva koi mera
nahi tere siva koi mera
meri bigadi baat banana
baba sai baba
mushkil aan padi, to maine ye jana
baba baba sai baba
baba baba sai baba
dukh dard ne ghera, mat puchh haal mera
dukh dard ne ghera, mat puchh haal mera
charo or hain andhera, kahi dikhe na savera
koi ghar na basera, ek aashra hain tera ho
ek aashra hain tera, baba aashra hain tera
hain jivan rasta anjana, ab tu hi raah dikhana
baba sai baba
baba mushkil aan padi
mushkil aan padi, to maine ye jana
tu to raam ko bhi chahe, tu rahim bhi manaye
tu to raam ko bhi chahe, tu rahim bhi manaye
tere man pe na chhaye kabhi darmo ke saye
tu sabhi ko apnaye, koi tera bhed na paye o
tu sabhi ko apnaye, tu sabhi ko apnaye
ho mandir tera dera, masjid me tera thikana
baba sai baba
mushkil aan padi, to maine ye jana
nahi tere siva koi mera
nahi tere siva koi mera
meri bigadi baat banana
baba sai baba
mushkil aan padi, to maine ye jana
mushkil aan padi, to maine ye jana
baba sai sai baba
baba sai sai baba
baba sai sai baba
baba sai sai baba.