Language | Hindi |
main bhool sa gaya hu muskurana
baarishon ke sang tum bhi
aa jaana, ho aa jaana
main bhool sa gaya hu muskurana
baarishon ke sang tum bhi
aa jaana, ho aa jaana
hey ae, haan, aa jaana
ye hawa bhi gaa rahi hai
hai kuchh toh asar tera
ho baadalon se saj gaya hai
dekho shehar mera
har lamhe ki zarurat ki ban gayi hai
kyun na samjhi, ye samjha de
sang bheegna hai tere barsaat mein
kuchh khaawhishe hain chupi jazbaat mein
mushqil hai haal-ae-dil ye chhupana
barishon ke sang tum bhi
aa jaana, ho aa jaana
bin tere toh shaamein bhi
berang si hain meri
ho khal rahi hai ab mujhe toh
har pal kami teri
kyun doori darmiyan thehri hai
na tu samjhe, na main samjha
banke tu khaawb aaja raat mein
tabdeeliyan bhi aayengi halaat mein
mujhko tha sirf itna batana
barishon ke sang tum bhi
aa jaana, haan aa jaana