Singer | Kishore Kumar |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Pyari Behna |
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
baahon mein jab tak hai dum
hum ko kahe ka gham
zalim duniya se kyu
mange rehmo karam
jo bhi hona hai
jo bhi hoga re dekhenge
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
kyu jhuke kyu dare
jeete jee kyu mare
are baahon mein jab tak hai dum
hum ko kahe ka gham
dil ke hum sachche hai
niyat ke achhe hai
karte hai hum kabhi na khote kaam
malik ke bande hai
mehnat ke dhandhe hai
azaad hai hum kisi ke na ghulam
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
kyu jhuke kyu dare
jeete jee kyu mare
baahon mein jab tak hai dum
hum ko kahe ka gham
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
toofan ke pale hai
sholo mein dhale hai
khelenge maut se bhi bar bar
ya to jaan de denge
ya to jaan le lenge
manenge dushmano se
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
kyu jhuke kyu dare
jeete jee kyu mare
baahon mein jab tak hai dum
hum ko kahe ka gham
zalim duniya se kyu
mange rehmo karam
jo bhi hona hai
jo bhi hoga re dekhenge
zing lala zing lala ho
zing lala zing lala ho
kyu jhuke kyu dare
jeete jee kyu mare
are baahon mein jab tak hai dum
hum ko kahe ka gham.