Top Song Lyrics Find Here

asli nakli lyrics – emiway

asli nakli lyrics – emiway lyrics

Details
Singer Emiway
Language Hindi
Poster asli nakli lyrics – emiway
play
Lyrics

aaah aah!

sachi sachi baatein aaj bolega emiway
versus meri itni mehengi tu kharide emi pe
kyon ki chhote cash wala scene tere
bas ka nahi
gaane toh tu bhi hai nikalta par
bajta nahi kahin pe
pachta nahi hain baatein
jo tumhare munh se nikle
tum jaise bachkaano ko toh
yun hi humne rakh ke dhak le
phat se dhak le
tere chehre ko phir phat se watt le

watt samjh le kyunki
saari public mere sath hai
jo jal raha hai mere pe unpe toh barsaat hai
barsa de re maalik
hey malik de chaalis
iss kharche ko
20 arse ko akal dekho
mere area ke charsiyon ke aur
tumhare ladkiyon ki tarah ekdum komal hai
circle hona chahiye lekin oval he
bhai tera sobar he
phir bhi game over hai

main hu asli asli aur tum nakli nakli
ha ha haan, main hoon asli

real shit, real shit karne wale
tum rapping ke maamle sach hi ho goo
naye skills, naye lines mere har gaane mein
main laata bole to n n n new
kyun ekdum dhyan se tu sun
har gaane ka mera main khud se banata hu dhun
kyunki pasand nahi rehna kisi ke bharose pe
saamne se waah waah aur peechhe se kosenge
nochenge aisa ke dard bhi na hoga tumhein
harkatein karenge fir kahenge ki coma hu main

kyon ki main asli asli aur tum nakli nakli
main hu asli
haan main hu asli asli aur woh nakli nakli

haan thanda dimag mera
nahi rehta hai kabhi bhi
kuch na kuch chalta rehta
jaisa chal raha hai abhi bhi
kya bolun main, kya bhaukun main
kis baaton se uljha hu main
suljha du main phir bhi na sulajh paata
main baatein batata
main jhuk ke neeche milan ko jaata
waise wale din ye maine dekhe
maa ke gehne agar ginn-ne aur ginane
baithun to pehnane padenge
earphones tere kano mein

tere gaano mein meri ginti beta shano mein
teri he bachkanon mein
kitaanon mein music ka ghusun main
tere kaanon mein aur jaanu main
kya sunna chahate hain yeh log log
gaane main banata woh bhi bina koyi rok tok

kyuki nok jhok nahi hai
mere pichhe kisi label ka
iss level ka
kaam karne bola to unable tha
par able tha mere liye na
ruka kisi favour ka
ghar wale taane marenge
baatein sunke neighbour ka
ghar wale taane marenge
baatein sunke neighbour ka

woh to chalta rehta hai
emiway!
peace!

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics