Singer | Sp Balu |
Genre | Devotional |
Language | Hindi |
Album | Taqdeerwala |
anarth ho anisth ho
likha ho barhm ka bhale
kal agni kund mein bache na
har koi jale
kisi bhi jeew ko
akal martu marne chale
bhakti mein wo shakti hai
jo bhakt jo ubal de
sai ram sai sham
sai satya naam hai
sai ram sai sham
sai satya naam hai
sai hai saburi sardha
si ko parnam hai
sai hai saburi sardha
si ko parnam hai
trahi trahi ho machi
vidhata ke parkop se
path se dhua uthe
nadi ka jal jahar bane
khada ho sara vishaw
bhi vinash ke aadhar pe
bhakti mein wo shakti hai
jo bhakt jo ubhar de
sai baba sai baba
suro ka ho milap chahe
paridhwi se gagan mile
timil gahan ghire ho chahe
saristhi ke vinash ke
hua ho yam ka aagman
bhale hi yamlok se
bhakti me wo shakti hai
jo bhakt jo ubhar de
sai sarishti sai darishti
sai rup anek hai
sai sarishti sai darishti
sai rup anek hai
sai sabke sath hai
sabka sai ek hai
sai sabke sath hai
sabka sai ek hai
chandar surya yug samay
ye rat din bhi na rahe
ho dishaye ek ye
pawan parwah na bahe
mandiro se archana ka
phool bas yahi kahe
bhakti mein wo shakti hai
jo bhakt jo ubhar de.