Top Song Lyrics Find Here

akela hoon main lyrics – kishore kumar

akela hoon main lyrics – kishore kumar lyrics

Poster akela hoon main lyrics – kishore kumar

akela hoon main lyrics – kishore kumar

Details
Singer Kishore Kumar
Language Bollywood
Poster akela hoon main lyrics – kishore kumar
play
Lyrics

Akela hoon main is jahaan mein
Akeli meri daastaan
Na manzil koi na saathi koi
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan

Meri raat ka ek saathi
Yahi chaand ka kaarwaan
Chaloon to chalein
Rukoon to rukein
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan

Mera hamsafar mera saaya
Mera meherbaan raazdaan
Na iska koi na mera koi
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan

Ye dariya ye maujein ye saahil
Ye chhalki hui mastiyaan
Hain aati nazar kuchh kami si magar
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan

Akela hoon main is jahaan mein
Akeli meri daastaan
Na manzil koi na saathi koi
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan
Jaa raha hoon main kahaan.

Music Video Of: Akela Hoon Main

Related posts:

  1. Main Aaya Hoon Lyrics – Kishore Kumar
  2. Main Hoon Jhoom (Title Track) Lyrics – Kishore Kumar
  3. Log Kahate Hain Main Sharaabi Hoon Lyrics – Kishore Kumar
  4. Dekh Sakta Hoon Lyrics – Kishore Kumar
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics