Singer | Roop Kumar Rathod |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Mr. Singh Mrs. Mehta |
inhi mein dubake ik roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad mein kayi raat main na soya tha
inhi ki har khushi har ghum mein saath roya tha

tab aisi ajanabi lagati nahi thi yeh aankhein

mere liye chhipe iname kayin ishaare the
inhi ki palakon ki chhanvo mein shab gujaare the
mere andhere jahaan ke yahin ujaale the
mere andhere jahaan ke yahin ujaale the
inhi mein dubake ik roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad mein kayi raat main na soya tha
hai yaad aaj bhi mujhako woh dilnashi manjar
woh din woh waqt woh lamaha woh ghadi woh pwhar
teri najar se mili thi jo pehale baar najar
teri najar se mili thi jo pehale baar najar
inhi mein dubake ik roj khud ko khoya tha
tab aisi ajanabi lagati nahi thi yeh aankhein
tab aisi ajanabi lagati nahi thi yeh aankhein
tab aisi ajanabi lagati nahi thi yeh aankhein
inhi mein dubake ik roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad mein kayi raat main na soya tha.