Singer | Sunidhi Chauhan & K.k |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Kucch To Hai |
are are aaj tumne itne kapde pehan rakhe hai
haan kya karoon aaj traditional day hai na
warna
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
neend udti hai chain khota hai
jaan jati hai pyaar hota hai
jab tumpe guzregi tab tum yeh jaanoge
kehna mera yaaron tab tum yeh maanoge
neend udti hai chain khota hai
jaan jati hai pyaar hota hai
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
listen to me friends
suno ek baat
door se dekha
door se dekha to dil machal gaya
are saamne jo aaya
saamne jo aaya to main hil gaya
ai hai ai hai mujhe to koi mil gaya
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
kya nazare hai
yeh hamare hai
mastiyon ke bin
pal jo aayenge
beet jaayenge
ungliyon pe gin
kya nazare hai yeh hamare hai
kya nazare hai
oh padne ke socho karna bhi kya hai
phite rahenge bekar hum
chodo na chodo jaane do yaaron
ladki nahin yeh title se kam
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
you know when gandhiji was born
i don’t know
but he was a great man you know
i heard so but i never meet him
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
kya haseen hai
kya jawan hai
bhi kamal hai
bolo bol na
kiske baare mein
kya khayal hai
kya haseen hai kya jawan hai
hey ek haseena marti hai mujhpe
karti hai mujhpe dil woh fida
itni mohabbat itni shararat
sab se juda hai uske ada
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
my friends mere doston
kuch aisa karjaoon kadardan
jis gali se guzroon bachche bole
abbajaan abbajaan abbajaan
yanike abbajaan se yaad aaya
khuda kare sab haseeno ke baap marjaye
woh maut ka bahana aur hum
haseeno ke ghar jaaye
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai
chori chupke se dil jo milte hai
dil mein chaahat ke rang khilte hai
armaan uthe khamosh rehte hain
hoton ki baat bhi aankhon se kehte hai
aisa kyon hota hai aisa kyon hota hai
aisa kyon hota hai aisa kyon hota hai.