Singer | Sonu Nigam |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Mast |
aasman kehta hai rab se
tu ne chaand do kyoon banaye
aasman kehta hai rab se
tu ne chaand do kyoon banaye
ek mein rakha hai daag
dusra hai saaf saaf
sabaki nazar uspe jaaye hay
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekhne ko chaand jalta hai
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekhne ke chaand jalta hai
rab ne kaha ae aasman
use bhej ke zameen pe
hum bhi pachtayee hai
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh chaand jalta hai
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh chaand jalta hai
usko dekh phoolon ko hoti hai jalan
kyoon ki uski khushboo mein hain sabhi magan
woh guzare door se hawaa ke shor se
uske aane ka pataa chaley
yahan sabhi ye jaane
aasman kehta hai rab se
tu ne chaand do kyoon banaye
aasman kehta hai rab se
tu ne chaand do kyoon banaye
saat rang duniya mein hote hain
magar aathawan kahan hai
kise hai kya khabar
jo usko dekh le
woh pal mein jaan le
rang kyoon kare hai koshishein
rang ek bananey
aasman kehta hai rab se
tu ne chaand do kyoon banaye
aasman kehta hai rab se
tu ne chaand do kyoon banaye
ek mein rakha hai daag
dusra hai saaf saaf
sabhki nazar uspe jaaye hay
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekhe dekhe chaand jalta hai
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekhe dekhe chaand jalta hai
rab ne kaha ae aasman
use bhej ke zameen pe
hum bhi pachtayee hai
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekhe dekhe chaand jalta hai
wohi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekhe dekhe chaand jalta hai.