Singer | Kishore Kumar |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Jaal |
aapdi ki topdi tuhti ke pan
haye meri amma
aapdi ki topdi tuhti ke pan
haye meri amma
arey athra baras ki
chhokari jawan
haye meri amma
kitni hasin, kitni hasin
kitni hasin baba kitni hasin
jitni hasin utni baiman
haye meri amma, aaye
haye aapdi ki topdi tuhti ke pan
haye meri amma
athra baras ki chhokari jawan
haye meri amma
ye gori gori chhoti si tange
chhoti si tange
lambi lambi chhlange
arey surat mein kya hain
murat mein kya hain
hey surat mein kya hain
murat men kya hai
hum tere tango pe hain kurban
haye meri amma, aaye
haye aapdi ki topdi tuhti ke pan
haye meri amma
tu khubsoorat hain nojawa
jab ho zaroorat dhunde kaha hum
tu khubsoorat hain nojawa
jab ho zaroorat dhunde kaha hum
haye haye kuch to
bata de apna pata de
kuch to bata de apna pata de
kon si gali mein hain tera makan
oye haye meri amma
aapdi ki topdi tuhti ke pan
haye meri amma
athra baras ki chhokari jawan
haye meri amma
aapdi ki topdi tuhti ke pan
haye meri amma
athra baras ki chhokari jawan
haye meri amma.