Singer | Jaspinder Narula |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Phool Aur Aag |
aankhon mein rehne
laga hai nasha
jalwe dikhane lagi hai ada
aankhon mein rehne
laga hai nasha
jalwe dikhane lagi hai ada
main janu na kya ho gaya
kya paa liya kya kho gaya
jagi jagi soi yeh bataye koi
main khayalo mein ya
sapno mein hu khoyi
dheere se haule se jaane na
janu kya hua
aankhon mein rehne
laga hai nasha
jalwe dikhane lagi hai ada
pehle bhi wadiyo mein
chala karti thi hawaye
pehle bhi parbato par
jhuki rehti thi gataye
ab ke jo dekha maine yeh nazara
behke hai yeh kadam
armaan jaga ke dil ne kaha hai
apna bhi ho sanam
tan bhi dole mann bhi dole
phir bhi na koi bhed khole
dheere se haule se jaane na
janu kya hua
aankhon mein rehne
laga hai nasha
jalwe dikhane lagi hai ada
padte nahi hai dekho
mere paav ab zameen par
meethi si chubhan hai
mere dil mein ab kahi par
koi anjana mujhko bulaye
aa rahi hai sharam
koi deewana nazro ki duri
karta jaaye kam
koi mujhko mujhse churaye
zor chale na khud pe haye
dheere se haule se jaane na
janu kya hua
aankhon mein rehne
laga hai nasha
jalwe dikhane lagi hai ada.