Singer | Manhar Udhas & Asha Bhosle |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Swati |
aane do aane do ab zuba pe
dil ki khaniyo ko
bahne do bandh tod ke
dariya ke paniyo ko
bahne do bandh tod ke
dariya ke paniyo ko
bahne do bandh tod ke
dariya ke paniyo ko
aane do aane do ab zuba pe
dil ki khaniyo ko
bahne do bandh tod ke
dariya ke paniyo ko
aane do aane do
ho kaise bayaj ba se
ye dil ki dasta ho
ho kaise bayaj ba se
ye dil ki dasta ho
ho itna bhut hain mujhko
tum mujhpe meharba ho
kuch naam de do
kuch naam de do apni in
meharbaniyo ko
bahne do bandh tod ke
dariya ke paniyo ko
aane do aane do ab zuba
pe dil ki khaniyo ko
maine kasam uthake
wade kai kiye hain
oo maine kasam uthake
wade kai kiye hain
is dil ke shok tumko
tohfe kai diye hain
tohfe kai diye hain
tohfe kai diye hain
rakhna sambhal ke
rakhna sambhal ke
tum meri nishaniyo ko
bahne do bandh tod
ke dariya ke paniyo ko
bahne do bandh tod
ke dariya ke paniyo ko
aane do ab zuba pe
dil ki khaniyo ko
main ab na ji sakunga
tum bin ye yaad rakhna
oo main ab na ji sakunga
tum bin ye yaad rakhna
dil to laga rahe ho
lekin ye yaad rakhna
lekin ye yaad rakhna
dil se laga ke
dil se laga ke rakhte
hain dil ke janiyo ko
bahne do bandh tod ke
dariya ke paniyo ko
bahne do bandh tod ke
dariya ke paniyo ko
aane do aane do ab zuba
pe dil ki khaniyo ko
bahne do bandh tod
ke dariya ke paniyo ko
bahne do bandh tod
ke dariya ke paniyo ko
aane do aane do
aane do aane do
aane do ane do
aane do aane do.