Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Gair |
aaj ki raat naya geet koi gaaunga
aaj ki raat naya geet koi gaaunga
raaz-e-wafa sab ke samane bataunga
chhed ke apne
chhed ke apne pyar ki sargam
logo ka dil bahlaunga
logo ka dil bahlaunga
aaj ki raat naya geet koi gaaunga
raaz wafa sab ke samane batau ga
chhed ke apne pyar ki sargam
chhed ke apne pyar ki sargam
logo ka dil bahlaunga
logo ka dil bahlaunga
aate hai sapne suhane,
mujhko to ab raat me
aate hai sapne suhane,
mujhko to ab raat me
mera dil le ke gaya wo,
paheli hi mulakat me
badale hue hai sare nazare
pure hue hai armaan kunware
palke utha ke nazare mila ke
palke utha ke nazare mila ke
main us ka chain churaunga
aaj ki raat naya geet koi gaaungi
raaz-e-wafa sab ko bataungi
chhed ke apne pyar ki sargam
chhed ke apne pyar ki sargam
logo ka dil bahlaungi
logo ka dil bahlaungi
meri to hai ye tamanna,
dekhu main use raat din
meri to hai ye tamanna,
dekhu main use raat din
maine bhi vada kiya hai
jina na mujh yaar bin
puri karungi sari murade
aati rahengi us ki yaade
dard jaga ke pyas badha ke
dard jaga ke pyas badha ke
main uske hosh udaungi
aaj ki raat naya geet koi gaaunga
aaj ki raat naya geet koi gaaunga
raaz-e-wafa sab ke samane bataunga
chhed ke apne
chhed ke apne pyar ki sargam
logo ka dil bahlaunga
logo ka dil bahlaunga.