Singer | Sonu Nigam |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Aaghaaz |
tujhe kasam hai rukna nahin
kisi ke aage jhukna nahin
jo kal karna hai aaj kare
ye jung agar ladani hai to aao mil ke aagaaz karein
aagaaz karein - 2 aao mil ke aagaaz karein
aagaaz
khaamosh zubaan bojhal aankhein, mushqil mein jaan sehami saansein
saare chehare hain dare dare, zinda hain lekin mare mare
aise gehare sannaate mein, oonchi apni aawaz karein
woh kaun hai jo aagaaz karein, aao mil ke aagaaz .
jo bhid mein tanha chalta hai, sabse aage woh nikalata hai
jo kadi dhoop mein jalata hai, woh thandi chhaanv mein palata hai
jo hota sachcha abhimaani, woh deta hai har qurabaani
ye duniya us pe naaz karein, jo badhkar aage aagaaz karein
aao mil ke aagaaz .
ek akeli mauj samandar se kaise takaraayegi
chattaano se takara ke aandhi waapas aa jaayegi
hum mil ke saath chalenge to sailaab naya ik laayenge
is aasmaan ko jhukaayenge, ik saath chalo parawaaz karein
aao mil ke aagaaz .tujhe kasam hai rukna nahin