Top Song Lyrics Find Here

aa bhi jao

aa bhi jao lyrics

Poster aa bhi jao

aa bhi jao

lyrics/Album : Aag Ka Gola
Details
Singer Asha Bhosle & Mohammed Aziz
Genre Romantic
Language Hindi
Album Aag Ka Gola
Poster aa bhi jao
play
Lyrics

aa aa aa bhi jao na

na na yun satao na

are ha tarsao na dil na todo

aa aa aa bhi jao na

na na yun satao na

are ha tarsao na dil na todo


chhodo chhodo mujhe chhodo na

todo na ye dil mera todo na

chhodo chhodo mujhe chhodo na

todo na ye dil mera todo na

aa aa aa bhi jao na

na na yun satao na


ab humko dar kiska

are pas aane bhi do

thar thar thar kape badan

aise na mujhko chuo

ab humko dar kiska

are pas aane bhi do

thar thar thar kape badan

aise na mujhko chuo

aise sharmake muh fero na

jane do baho mein

mujhe ghero na

aa aa aa bhi jao na

na na yun satao na

are ha tarsao na dil na todo

na na na na


shor na karo ghar mein

naya mehman hai so raha

usko abhi pata hai kaha

ghar mein hai kya ho raha

shor na karo ghar mein

naya mehman hain so raha

usko abhi pata hain kaha

ghar mein hai kya ho raha

soyi soyi pyas jagaye kyu

samne sawar ke tu aaye kyu

aa aa aa bhi jao na

na na yun satao na

are ha tarsao na dil na todo

ja ja


ab to mujhe lagti hain

tu pahle se jyada hasi

ghadi ghadi yun

chede mujhe kyu

aadat ye achi nahin

ab to mujhe lagti hain

tu pahle se jyada hasi

ghadi ghadi yun

chede mujhe kyun

aadat ye achi nahin

rute hain ye dil mil jane ki

bato nahin main tere aane ki

aa aa aa bhi jao

na na na yun satao na

are ha tarsao na dil na todo

chhodo chhodo mujhe chhodo na

todo na ye dil mera todo na

chhodo chhodo mujhe chhodo na

todo na ye dil mera todo na

aa aa aa bhi jao na na na yun satao na

are aa tarsao na dil na todo na na.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Find Song Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Evergreen Hindi, Bhojpuri Song Lyrics